Zindagi Ko Khushi Chahe Lyrics | Na-yaab (Album) | Pankaj Udhas

Zindagi Ko Khushi Chahe Lyrics | Na-yaab (Album) | Pankaj Udhas

??zindgi ko khushi chahe kam dijiye
Zindgi ko khushi chahe kam dijiye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Zindgi ko khushi chahe kam dijiye
Zindgi ko khushi chahe kam dijiye

Kitani maayus hai zindgi ki khushi
Kitani maayus hai zindgi ki khushi
Kitani maayus hai zindgi ki khushi
Mushkurata hua koi gham dijiye
Mushkurata hua koi gham dijiye
Jisko baata na jaaye
Baata na jaaye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Zindgi ko khushi chahe kam dijiye
Zindgi ko khushi chahe kam dijiye

Jo na dil ki tarah tut jaaye kabhi
Jo na dil ki tarah tut jaaye kabhi
Jo na dil ki tarah tut jaaye kabhi
Aisa apni wafa ka bharam dijiye
Aisa apni wafa ka bharam dijiye
Jisko baata na jaaye
Baata na jaaye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Zindgi ko khushi chahe kam dijiye
Zindgi ko khushi chahe kam dijiye

Aaj likhenge hum daastane waffa
Aaj likhenge hum daastane waffa
Aaj likhenge hum daastane waffa
Khoon e dil mein dubo kar kalam dijiye
Khoon e dil mein dubo kar kalam dijiye
Jisko baata na jaaye
Baata na jaaye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Zindgi ko khushi chahe kam dijiye
Zindgi ko khushi chahe kam dijiye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Jisko baata na jaaye woh gham dijiye
Zindgi ko khushi chahe kam dijiye
Zindgi ko khushi chahe kam dijiye

MovieNa-yaab (Album)
SingerPankaj Udhas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *