Yeh Kya Hua Hai (Unplugged) Lyrics  | Baankey Ki Crazy Baraat | Raajpal Yadav, Sanjay Mishra | Abhishek Nailwal | Vijayaa Shanker

Yeh Kya Hua Hai (Unplugged) Lyrics | Baankey Ki Crazy Baraat | Raajpal Yadav, Sanjay Mishra | Abhishek Nailwal | Vijayaa Shanker

Kuch palo se yeh dil kahi bhi lagta nahi hai
Main kahi pe hoon aur yeh mera dil kahi hai
Kuch palo se yeh dil kahi bhi lagta nahi hai
Main kahi pe hoon aur yeh mera dil kahi hai
Soch raha hoon kya ho gaya hai
Jaadu sa mujhpe koi chal gaya hai
Yeh kya hua hai, dil kho gaya hai
Yeh kya hua hai, dil kho gaya hai

Jaane kaun sa rasta dil ne hai chun liya
Jaane aankho ne kaun sa khwab hai bun liya
Bekhayali udhar bhi hai, hai wahi majra
Rabta do dilo ka pyar se hai bhara
Soch raha hoon kya ho gaya hai
Jaadu sa mujhpe koi chal gaya hai
Yeh kya hua hai, dil kho gaya hai
Yeh kya hua hai, dil kho gaya hai

Baat is pal ki agle pal yaad aati nahi
Kuch pata na chale mujhe kya galat kya sahi
Ja raha tha kahi magar raste mud gaye
Tum jaha the khade usi mod se jud gaye
Soch raha hoon kya ho gaya hai
Jaadu sa mujhpe koi chal gaya hai
Yeh kya hua hai, dil kho gaya hai
Yeh kya hua hai, dil kho gaya hai.

MovieBaankey Ki Crazy Baraat
SingerAbhishek Nailwal
DirectorAijaz Khan
Music ComposerVijayaa Shanker
LyricistRavi Basnet
Star CastRaajpal Yadav, Sanjay Mishra, Vijay Raaz, Rakesh Bedi, Anil Mange, Tia Bajpai, Satyajeet Dubey, Ashish Wadde
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *