Ye Tera Sajna Savarna Bin Sajan Ke Bekar Hai Lyrics | Cheetah | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Jatin Lalit

Ye Tera Sajna Savarna Bin Sajan Ke Bekar Hai Lyrics | Cheetah | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Jatin Lalit

Ye tera sajna sawarna bin saajan ke bekar hai
Ye bindiya chudi kangna bin saajan ke bekar hai
Ye tera sajna sawarna bin saajan ke bekar hai
Ye bindiya chudi kangna bin saajan ke bekar hai
Dou din ka hai ye joban banne ko
Tera saajan ye aashiq taiyar hai
Kya banega mera saajan ja tu aashiq bekar hai
Mera lakho ka joban ja tu aashiq bekar hai
Vo banega mera saajan vo banega
Mera balam jo aashiq dildar hai
Ye tera sajna sawarna bin saajan ke bekar hai

O sapno ki rani kya rut hai ye mastani
Aa nain se nain mila le do din ki hai ye jawani
Do din ki hai ye jawani ye tera kajra gajra
Bin saajan ke bekar hai ye payal chudi jhumka
Bin saajan ke bekar hai do din ka hai ye joban
Banne ko tera saajan ye aashiq taiyar hai
Kya banega mera saajan ja tu aashiq bekar

Mai phoolo ki dali hai chal meri matwali
Dil kaise tujhko de du teri niyat hai kali teri niyat hai kali
Tujhse aachi to meri ye payal ki chankar hai
Dil tujhko me na dungi dil dene se inkar hai
Vo banega mera saajan vo banega
Mera balam jo aashiq dildar hai
Ye tera sajna sawarna bin saajan ke bekar hai

Dil me hai teri dhadkan tu hai sapno ki dulhan
Mai tujhse pyar karunga o rani sara jiwan o rani sara jiwan
Mai ched rahi thi tujhko tu kis liye baizar hai
Is ched chad me shamil o saajan mera pyar hai
Mai hu tera diwana mai hu teri diwani hum dono ko pyar hai

MovieCheetah
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorHarmesh Malhotra
Music ComposerJatin Lalit
LyricistAnwar Sagar
Star CastMithun Chakraborty, Ashwini Bhave, Shikha Swaroop, Gulshan Grover, Raza Murad, Prem Chopra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *