Ye Pyaar Ki Baatein Lyrics  | Anokhi Ada | Naseem Banu, Surendra | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Naushad Ali

Ye Pyaar Ki Baatein Lyrics | Anokhi Ada | Naseem Banu, Surendra | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Naushad Ali

Ye pyaar ki baatein
Ye safar bhul na jaana
Ye pyaar ki baatein
Ye safar bhul na jaana
Dil chhin ke jaate ho
Kidhar bhul na jaana
Bhul na jaana

Dil chhin ke jaate ho
Kidhar bhul na jaana
Ye pyaar ki baatein
Lo dil ne kiya dil ko
Mohabbat ke hawale
Lo dil ne kiya dil ko
Mohabbat ke hawale

Sharmili nigaaho se
Hume dekhane waale
Sharmili nigaaho se
Hume dekhane waale
Jo teer chalaya hai
Idhar bhul na jaana
Bhul na jaana
Jo teer chalaya hai
Idhar bhul na jaana
Ye pyaar ki baatein,
Ye pyaar ki baatein
Ye safar bhul na jaana

Hamane kisi ummid se
Dil tumako diyaa hai
Dil tumako diyaa hai
Hamane kisi ummid se
Dil tumako diyaa hai
Dil tumako diyaa hai
Aramaan bhare dil se
Tumhe pyaar kiyaa hai
Pyaar kiyaa hai
Aramaan bhare dil se
Tumhe pyaar kiyaa hai
Pyaar kiyaa hai
Dekho ye mohabbat kaa
Safar bhul na jaana
Bhul na jaana
Dekho ye mohabbat ka
Safar bhul na jaana
Ye pyaar ki baatein.

MovieAnokhi Ada
SingerMukesh Chand Mathur (Mukesh)
DirectorMehboob Khan
Music ComposerNaushad Ali
LyricistShakeel Badayuni
Star CastNaseem Banu, Surendra, Prem Adib
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *