Lamaho ka yu aana yaado mei reh jaana
Kuchh kehna phir bhi na keh paana
Lamaho ka yu aana yaado mei reh jaana
Kuchh kehana phir bhi na keh paana
Jina mushkil hai yu jina
Jina mushkil hai yu jina
Jaaye kaha ye raasta
Jaaye kaha ye raasta
Kal tak tha main to anjaana
Khud ko hi mene na pehchana
Kal tak tha main to anjaana
Khudako hi mene na pehchaana
Meri jindagi meri jindagi hai do jakhm mene ye jaana
Meri jindagi meri jindagi hai do jakhm mene ye jaana
Jina mushkil hai yu jina
Jina mushkil hai yu jina
Jaaye kaha ye raasta
Jaaye kaha ye raasta
Ik pal mei aisa ho jaaye jindagi meri badal jaaye
Ik pal mei aisa ho jaaye jindagi meri badal jaaye
Meri ummid meri ummid kaash puri ho jaaye
Meri ummid meri ummid kaash puri ho jaaye
Jina mushkil hai yu jina
Jina mushkil hai yu jina
Jaaye kaha ye raasta
Jaaye kaha ye raasta
| Movie | Fox |
| Singer | K. K. |
| Director | Deepak Tijori |
| Music Composer | Monty Sharma |
| Lyricist | Sandeep Nath |
| Star Cast | Sunny Deol, Arjun Rampal, Sagarika Ghatge, Udita Goswami, Vipul Gupta, Ravi Gosain, Shabnam Kapoor, Prithvi Zutshi, Vicky Ahuja, Shishir Sharma, Vishwajeet Pradhan, Rituparna Sengupta, Nassar Abdulla, Javed Rizvi, Kurush Deboo, Taran Adarsh |

