Yaad piya kee aayee -2, mai kya karu yaad piya kee aayee
Mann kee pida shor machaaye – (2)
Saaree saaree ryan – (2)
Mai kya karu yaad piya kee aayee – (2)
Naina more pee kaa dhunde, ek pal nahee chain
Maahee ve woh maahee ve
Dukhda rovu kiske aage, roye pagale nain
Mai kya karu yaad piya kee aayee – (2)
Akbiyo me hai nir kaa saagar, honto par hai bair?
Maahee ve woh maahee ve
Bedardee mitwa ne chhina more mann kaa chain
Mai kaa karu yaad piya kee aayee – (2)
Mann kee pida shor machaaye -2, saaree saaree ryan
Mai kaa karu yaad piya kee aayee – (2)
| Movie | Yaad Piya Ki Aayi |
| Singer | Sadhana Sargam, Suhel Khan, Ustad Sultan Khan |
| Music Composer | Ustad Sultan Khan |
| Lyricist | Ustad Sultan Khan |
| Star Cast | Sadhana Sargam |
