Ya Baaba Ya Baaba Lyrics | My Name Is Anthony Gonsalves | Shaan, Sunidhi Chauhan | Himesh Reshammiya, Sachin Jigar, Pritam Chakraborty

Ya Baaba Ya Baaba Lyrics | My Name Is Anthony Gonsalves | Shaan, Sunidhi Chauhan | Himesh Reshammiya, Sachin Jigar, Pritam Chakraborty

Salaame dil ya baaba
Salaame jaan ya baaba
Teri mehfil ya baaba
Tere armaan ya baaba
Jara main pyaar kar loon
Jara deedaar kar loon
Nashile hai mere sapne
Nashe mein tu
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba feel the heat now
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba ya baaba
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba feel the heat now
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba ya baaba

Meri tamanna ke mere khayaalon ke
Laaakhon deewaane bane hain
Meri mohabbat ke meri jawaani ke
Laakhon fasaane bane hain
Meri tamanna ke mere khayaalon ke
Laaakhon deewaane bane hain
Meri mohabbat ke meri jawaani ke
Laakhon fasaane bane hain
Koyi bhi mujhsa yahaan kahaan
Ye baat jaan le o jaan-e-jaana
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba feel the heat now
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba ya baaba
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba feel the heat now
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba ya baaba

Raaste hai kahaan mere
Manjile hai kahaan meri
Ja rahein hai kadam kahaan
Na mujhe hai khabar koyi na hai pata
I luv u when u moving to the groove
And you dance now baby
Chaahu jise chaahu usake kareeb aau
Aake nazar mein basa lu
Yun hi andhere mein baaho ke ghere mein
Chori se dil ko chura lu
Chaahu jise chaahu usake kareeb aau
Aake nazar mein basaa lu
Yun hi andhere mein baahon ke ghere mein
Chori se dil ko chura lu
Main hasin ehsaas hoon sanam
Jo kabhi na bujhe woh pyaas hoon
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba feel the heat now
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba ya baaba
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba feel the heat now
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba ya baaba

Salaame dil ya baaba
Salaame jaan ya baaba
Teri mehfil ya baaba
Tere armaan ya baaba
Jara main pyaar kar loon
Jara deedaar kar loon
Nashile hai mere sapne
Nashe mein tu
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba feel the heat now
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba ya baaba
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba feel the heat now
Ya baaba feel the beat now
Ya baaba ya baaba

MovieMy Name Is Anthony Gonsalves
SingerShaan, Sunidhi Chauhan
DirectorE Niwas
Music ComposerHimesh Reshammiya, Sachin Jigar, Pritam Chakraborty
LyricistSameer
Star CastNikhil Dwivedi, Amrita Rao, D Santosh, Lilette Dubey, Pawan Malhotra, Mukesh Tiwari, Daya Shanker Pandey, Javed Sheikh, Anupam Kher, Saurabh Shukla, Hrishita Bhatt, Mithun Chakraborty, Manoj Pahwa, Anil Kapoor, Priyanka Chopra, Ishteyak Khan, Kunal Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *