Waqt Waqt Ki Baat Lyrics | Bhola Bhala | Kishore Kumar | R D Burman

Waqt Waqt Ki Baat Lyrics | Bhola Bhala | Kishore Kumar | R D Burman

Kal tak mai akela tha aaj jamana sath hai
Waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai
Kal tak mai akela tha aaj jamana sath hai
Waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai

Jab itna mashur na tha yaro mera nam
Tab pani na milta tha ab milte hai jaam
Kal ye rat andheri thi aaj suhani rat hai
Waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai

Sunkar meri bato ko hai dunia hairan
Dekhte rah gaye sab maine mar liya maidan
Kal dil me virani thi aaj magar barat hai
Waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai

Aaj tu janegi mujhko aye mere mahbub
Bhola bhala hu lekin aadmi hu mai khub
Kal tha jiska intzar aaj wo mulakat hai
Waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai
Kal tak mai akela tha aaj jamana sath hai
Waqt waqt ki bat hai waqt waqt ki bat hai

MovieBhola Bhala
SingerKishore Kumar
DirectorSatpal
Music ComposerR D Burman
LyricistAnand Bakshi
Star CastRajesh Khanna, Rekha, Moushmi Chatterjee, Aruna Irani, Deven Verma, Joginder, Ramesh Deo, Pinchoo Kapoor, Satyen Kappu, Heena Kausar, Sulochna, Sarla Yogelkar, Jagdeep, V Gopal, Janki

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *