Wahi Chahiye Lyrics | Kishore Mondal, Krish Mondal

Wahi Chahiye Lyrics | Kishore Mondal, Krish Mondal

Mere Sheher Ki Hi Ek Gali Mein
Ghar Tha Jiski Baatein Karoon

Mere Sheher Ki Hi Ek Gali Mein
Ghar Tha Jiski Baatein Karoon
Nadaniyon Mein Maine Hi Toda
Dil Tha Jiski Baatein Karoon

Chhoda Tha Maine, Jis Mod Par
Chhoda Tha Maine, Jis Mod Par
Usi Mod Par Wo Khadi Chahiye

Wahi Chahiye, Wahi Chahiye
Wahi Chahiye, Wahi Chahiye
Uske Jaisa Bhi Koi Nahi Chahiye
Wahi Chahiye Mujhe Wahi Chahiye

Mehendi Se Mera Wo Naam Likhwati Thi
Mere Liye Sajti Thi, Kajal Lagati Thi
Mausamon Ke Rang Kuch Badal Se Jaate the
Chehre Pe Aayi Jab Zulfen Hatati Thi

Paisa Kya, Gaadi Kya Shohraten
Paisa Kya, Gaadi Kya Shohraten
Inmein Se Kuch Bhi Nahi Chahiye

Wahi Chahiye, Wahi Chahiye
Wahi Chahiye, Wahi Chahiye
Uske Jaisa Bhi Koi Nahi Chahiye
Wahi Chahiye Mujhe Wahi Chahiye

Sambhaala Na Gaya Mujhse Tune Jo Diya
Yeh Soch Ke Hi Jaana Mera Dil Ro Diya
Mud Ke Jo Dekhta Hoon Pata Chalta Hai
Apni Hi Galtiyon Se Tujhe Kho Diya

Badle Mein Uske Kya Jannatein
Badle Mein Uske Kya Jannatein
Khuda Bhi Mile to Nahi Chahiye

Wahi Chahiye Mujhe Wahi Chahiye
Wahi Chahiye Mujhe Wahi Chahiye

SingerKishore Mondal, Krish Mondal
Music ComposerAbhishek Raina, Priyanka R Bala
LyricistPriyanka R Bala
LabelRDC Melodies

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *