Waqt thoda sa abhi
Kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya tufan
Thahar jane de
Aur thodi der
Dekh lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan
Dil se utar jane de
Waqt thoda sa abhi
Kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya tufan
Thahar jane de
Aur thodi der
Dekh lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan
Dil se utar jane de
Waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de
Teri masum jawani ka hai
Ehsas mujhe
Phir bhi baitha le ghadi bhar ke liye
Pas mujhe rani
Teri masum jawani ka hai
Ehsas mujhe
Phir bhi baitha le ghadi bhar ke liye
Pas mujhe rani
Tan ki duri na rahe
Man ka milan ho sacha
Pyar ki aag me tan man ko nikhar jane de
Waqt thoda sa abhi
Kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya tufan
Thahar jane de
Aur thodi der
Dekh lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan
Dil se utar jane de
Waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de
Teri aankho ke kamal chum lu to chain mile
Teri baho me zara jhum lu to chain mile raja
Teri aankho ke kamal chum lu to chain mile
Teri baho me zara jhum lu to chain mile raja
Chand ghadiya mil gayi jo zindagi se humko
Apni baho ki pnaho me guzar jane de
Waqt thoda sa abhi
Kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya tufan
Thahar jane de
Aur thodi der
Dekh lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan
Dil se utar jane de
Waqt thoda sa abhi kuch aur guzar jane de
| Movie | Seema |
| Singer | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
| Director | Surendra Mohan |
| Music Composer | Shankar Jaikishan |
| Lyricist | Indeevar |
| Star Cast | Rakesh Roshan, Simi Garewal, Sulochana, Kabir Bedi, Bharti, Chand Usmani, Kanchan, Padma Khanna, Abhi Bhattacharya |

