Ulajh Gaye Nainwa Lyrics | Roti | Akhtaribai Faizabadi | Anil Biswas

Ulajh Gaye Nainwa Lyrics | Roti | Akhtaribai Faizabadi | Anil Biswas

Ulajh gaye nainva
Ulajh gaye nainva
Bhule nahi bhulaaye
Ulajh gaye nainva
Ulajh gaye nainva

Baanka jovan tirchhi chitwan
Baan pe baan chalaaye
Baanka jovan tirchhi chitwan
Baan pe baan chalaaye
Baan pe baan chalaaye baalam
Ghaayal kar kar jaaye
Baan pe baan chalaaye baalam
Ghaayal kar kar jaaye
Ulajh gaye nainva
Ulajh gaye nainva

Akhiyan ras ki boond jaraa si
Akhiyan ras ki boond jaraa si
Jalti aag bujhaaye
Akhiyan ras ki boond jaraa si
Jalti aag bujhaaye
Jalti aag bujhaaye baalam
Bujhi aag dahkaaye
Jalti aag bujhaaye baalam
Bujhi aag dahkaaye
Ulajh gaye nainva
Ulajh gaye nainva
Bhule nahi bhulaaye
Ulajh gaye nainva
Ulajh gaye nainva

MovieRoti
SingerAkhtaribai Faizabadi
DirectorMehboob Khan
Music ComposerAnil Biswas
LyricistArzoo Lakhnavi
Star CastChandra Mohan, Sitara Devi, Akhtari, Sheikh Mukhtar, Ashraf Khan, Kayam Ali, Agha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *