Ulajh Gaye Nainwa Lyrics | Roti – 1942 | Akhtari Bai Faizabadi

Ulajh gaye nainawa -2
Moondhe nahi udaay
Ulajh gaye nainwa -2

(Baanka joban tirchhi chitawan
Baan pe baan chalaay) -2
(Baan pe baan chalaaye baalam
Ghaayal man kar jaay) -2

Ulajh gaye nainwa -2

Akhiyan ras ki boond zaraasi
(Akhiyan ras ki boond zaraasi
Jalati aag bujhaay) -2
(Jalati aag bujhaaye baalam
Bujhi aag dahakaay) -2

Ulajh gaye nainwa

MovieRoti - 1942
SingerAkhtari Bai Faizabadi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *