Ho tune mera chain wain le liya
Ho tune mera chain wain le liya
Azab sa dard ward de diya
Ke kaisa hal wal kar diya
O balma
Rag rag me ishk ka sahar
Rag rag me ishk ka sahar
Bhar diya
Ho tune mera chain wain le liya
Azab sa dard ward de diya
Ke kaisa hal wal kar diya
O balma
Teri tarishngi me
Ek mukamal sa nasha hai
Chahat ek saja hai
Fir bhi iska ek maja hai
Ek pal bhi dur mai
Tujhse na rah saku
Darde dil ko mai baya kar saku na
Ho tune mera chain wain le liya
Azab sa dard ward de diya
Ke kaisa hal wal kar diya
O balma
Meri har tadap se janeman tu aasna hai
Tuhi meri jannat tu mere dil ka jaha hai
Chaya rahe rat din madhoshiyo ka shama
Hoshiyo me bhi ab mujhe hosh na
Ho tune mera chain wain le liya
Azab sa dard ward de diya
Ke kaisa hal wal kar diya
O balma
Rag rag me ishk ka sahar
Rag rag me ishk ka sahar
Bhar diya
Ho tune mera chain wain le liya
Azab sa dard ward de diya
Ke kaisa hal wal kar diya
O balma
| Movie | Anthony Kaun Hai |
| Singer | Shreya Ghoshal, Kunal Ganjawala |
| Director | Raj Kaushal |
| Music Composer | Himesh Reshammiya |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Sanjay Dutt, Arshad Warsi, Minissha Lamba, Anousha Dandekar, Raghuveer Yadav, Gulshan Grover, Naina Dhaliwal, Ravi Baswani, Chetan Hansraj |

