Tune Jaga Diya, Dil Ke Armaano Ko Lyrics | Insaaf Ki Pukar | Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Tune Jaga Diya, Dil Ke Armaano Ko Lyrics | Insaaf Ki Pukar | Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Tune jaga diya aaha tune jaga diya
Dil ke armano ko ab kaun ab kaun
Ab kaun sambhalega in tufano ko
Tune jaga diya aaha tune jaga diya
Dil ke armano ko ab kaun ab kaun
Ab kaun sambhalega in tufano ko
Tune jaga diya aaha tune jaga diya

Phulo par ja baithe bhawre mausam ne li angdayi
Phulo par ja baithe bhawre mausam ne li angdayi
Tune bhi ye bhed na khola maine bhi ye bat chhupayi
Kisne kisne kisne bata diya sare anjano ko
Tune jaga diya aaha tune jaga diya
Dil ke armano ko tune jaga diya

Aane lage ek khali dil me shauk mohabbat josh irade
Aane lage ek khali dil me shauk mohabbat josh irade
Aaye kaha se in hotho pe itni kasme itne wade
Tune tune tune basa diya ghar me mehmano ko
Tune jaga diya aaha tune jaga diya
Dil ke armano ko ab kaun ab kaun
Ab kaun sambhalega in tufano ko
Tune jaga diya aaha tune jaga diya

MovieInsaaf Ki Pukar
SingerMohammed Aziz, Anuradha Paudwal
DirectorT Rama Rao
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastDharmendra, Jeetendra, Anita Raaj, Kader Khan, Prem Chopra, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Amrish Puri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *