Tumhari yaad mein
Paayi hai jab kami maine
Tumhari yaad mein
Paayi hai jab kami maine
To aansu o se jaladi
Hai zindagi maine
Tumhari yaad mein
Paayi hai jab kami maine
Tere khayaal ka shisha
Naa tut jaaye kahin
Tere khayaal ka shisha
Naa tut jaaye kahin
Isi khayaal main shab
Bhar guzaar di maine
To aansu o se jaladi
Hai zindagi maine
Tumhari yaad mein
Paayi hai jab kami maine
Woh aaye hai woh
Aate hai aa rahe honge
Woh aaye hai woh
Aate hai aa rahe honge
Shabe firaaq ye keh
Kar guzaar di maine
To aansu o se jaladi
Hai zindagi maine
Tumhari yaad mein
Paayi hai jab kami maine
Woh aur honge jinhe
Moat aa gayi sheri
Woh aur honge jinhe
Moat aa gayi sheri
Jamaale aar se paayi
Hai zindagi maine
To aansu o se jaladi
Hai zindagi maine
Tumhari yaad mein
Paayi hai jab kami maine.
| Movie | Pyar Ka Jazba |
| Singer | Ahmed Hussain, Mohammed Hussain |
| Music Composer | Ahmed Hussain, Mohammed Hussain |
| Star Cast | Ahmed Hussain, Mohammed Hussain |
| Label | Saregama |
