Tu Mera Raja Main Teri Lyrics | Hasina Aur Nagina | Sarika Kapoor, Simi Sinha | Dilip Sen Sameer Sen

Tu Mera Raja Main Teri Lyrics | Hasina Aur Nagina | Sarika Kapoor, Simi Sinha | Dilip Sen Sameer Sen

??main tera raja tu meri rani
Apni kahani sadiyo purani
Main tera raja tu meri rani
Apni kahani sadiyo purani
Ek duje me hum doob jaye sanam
Na ho jeene ya marne ka gum
Tu mera raja main teri rani
Apni kahani sadiyo purani
Ek duje me hum doob jaye sanam
Na ho jeene ya marne ka gum
Main tera raja tu meri rani
Apni kahani sadiyo purani

Kya batau ki tum mere kya ho
Meri mangi hui ek dua ho
Tujhse badhkar na duniya haseen hai
Tu nahi hai to kuch bhi nahi hai
O ek duje me hum doob jaye sanam
Na ho jeene ya marne ka gum
Main tera raja tu meri rani
Apni kahani sadiyo purani

Baat itni si main janta hu
Main tujhe hi khuda manta hu
Teri chahat hi mandir hai mera
Tu mere pyar ka devta hai
O ek duje me hum doob jaye sanam
Na ho jeene ya marne ka gum
Tu mera raja main teri rani
Apni kahani sadiyo purani
Main tera raja tu meri rani
Apni kahani sadiyo purani
Ek duje me hum doob jaye sanam
Na ho jeene ya marne ka gum
Main tera raja main teri rani
Apni kahani sadiyo purani

MovieHasina Aur Nagina
SingerSarika Kapoor, Simi Sinha
Music ComposerDilip Sen Sameer Sen
Star CastEkta Sohini, Kiran Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *