Tu Main Ban Gaya, Main Tu Ban Gaya Lyrics | Aamne Saamne | Kishore Kumar | R D Burman

Tu Main Ban Gaya, Main Tu Ban Gaya Lyrics | Aamne Saamne | Kishore Kumar | R D Burman

Tu main ban gaya
Main tu ban gaya
Tu main ban gaya
Main tu ban gaya
Badal gaye hum bam chik bam bum
Badal gaye hum bam chik bam bum
Yeh main janu ya tu jane
Kaun kaun hai yeh kaun jane
Tu main ban gaya
Main tu ban gaya
Badal gaye hum bam chik bam bum
Badal gaye hum bam chik bam bum
Yeh main janu ya tu jane
Kaun kaun hai yeh kaun jane
Are tu main ban gaya
Main tu ban gaya

Amane samane aye hum aise
Dekhata hai koyi aina jaise
Amane samane aye hum aise
Dekhata hai koyi aina jaise
Tu bhi hairan hai
Main bhi hairan hu
Tu bhi hairan hai
Main bhi hairan hu
Koyi aye ake hamein pehchane kaun kaun hai yeh kaun jane
Are tu main ban gaya
Main tu ban gaya

Do badan do hansi naujawan dekho
Dono mein jaise hai ek jan dekho
Do badan do haseen naujawan dekho
Dono mein jaise hai ek jaan dekho
Jadu sa chha gaya
Dhokha main kha gaya
Jadu sa chha gaya
Dhokha main kha gaya
Kya karenge log bhala anjane
Kaun kaun hai yeh kaun jane
Are tu main ban gaya
Main tu ban gaya
Badal gaye hum bam chik bam bum
Badal gaye hum bam chik bam bum
Yeh main janu ya tu jane
Kaun kaun hai yeh kaun jane
Hey tu main ban gaya
Main tu ban gaya

MovieAamne Saamne
SingerKishore Kumar
DirectorAshim Samanta
Music ComposerR D Burman
LyricistAnjaan
Star CastMithun Chakraborty, Bindiya Goswami, Aarti Gupta, Leela Mishra, Kamal Kapoor, Madhu Malini, Mac Mohan, Dinesh Thakur, Tarun Ghosh, Jagdish Raaj, Sudhir

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *