Tu Kal Chala Jaayega Lyrics | Naam | Manhar Udhas, Mohammed Aziz | Laxmikant Pyarelal

Tu Kal Chala Jaayega Lyrics | Naam | Manhar Udhas, Mohammed Aziz | Laxmikant Pyarelal

Tere jane ki khushi aur dil udas hai
Dur hum hue to kya dil to dil ke pas hai
Tu kal chala jayega to mai kya karunga
Tu kal chala jayega to mai kya karunga
Tu yad bahut aayega
Tu yad bahut aayega to mai kya karunga
Tu kal bichhad jayega to mai kya karunga
Tu kal bichhad jayega to mai kya karunga
Tu muhjko bhul jayega to mai kya karunga
Tu kal chala jayega

Teri yaad ko kahi durr chhod aau mai
Teri yaad ko kahi durr chhod aau mai
Is kadar pila mujhe tujhko bhul jau mai
Is kadar pila mujhe tujhko bhul jau mai
Tujhko bhul jau mai
Hosh magar aayega to mai kya karunga
Hosh magar aayega to mai kya karunga
Tu yad bahut aayega to mai kya karunga
Tu kal chala jayega

Tere jaisa kaun hai aur kiska naam lu
Tere jaisa kaun hai aur kiska naam lu
La mai isi baat par aur ek jaam lu
La mai isi baat par aur ek jaam lu
Aur ek jaam lu
Jaam chhalak jayega to mai kya karunga
Jaam chhalak jayega to mai kya karunga
Tu muhjko bhul jayega to mai kya karunga
Tu kal chala jayega

Bhul jana tu mujhe zindagi sawarna
Bhul jana tu mujhe zindagi sawarna
Yad na karna mujhe haske din gujarna
Yad na karna mujhe haske din gujarna
Haske din gujarna
Tera gam rulayega to mai kya karunga
Tera gam rulayega to mai kya karunga
Tu yad bahut aayega to mai kya karunga
Tu kal chala jayega to mai kya karunga
Tu yad bahut aayega to mai kya karunga
Tu kal bichhad jayega to mai kya karunga
Tu muhjko bhul jayega to mai kya karunga
Tu kal chala jayega

MovieNaam
SingerManhar Udhas, Mohammed Aziz
DirectorMahesh Bhatt
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastKumar Gaurav, Poonam Dhillon, Sanjay Dutt, Amrita Singh, Paresh Rawal, Nutan, Akash Khurana, Ram Mohan, Ghanshyam, Kamal Deep, Pankaj Udhas, Gurbachan, Ashutosh Gowariker, Rita Rani Kaul, Mohan Sherry, Shehnaz Anand, Poornima, Praveen Sood, Dharmesh Tiwar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *