Tu hai shola ya sharaara ya barke be ama

Aise mein rahega bolo dil yeh kaabu mein kahaan

Aankhon mein jaadu hai, masti ka saagar hai tu
Kaatil hai yeh teri ada, sabse hi behtar hai tu
Dekha tujhe toh khud hi main bhool gaya apna hi pata
Tu hai shola ya sharaara ya barke be ama
Tu hai shola ya sharaara ya barke be ama
Aise mein rahega bolo dil yeh kaabu mein kahaan
Aise mein rahega bolo dil yeh kaabu mein kahaan
Loch hai kya baahon mein phulon si lehraaye tu
Kitne hi fitne hai tauba kya balkhaaye tu
Aaja meri jaanewafa aake mere dil mein tu sama
Tu hai shola ya sharaara ya barke be ama
Tu hai shola ya sharaara ya barke be ama
Aise mein rahega bolo dil yeh kaabu mein kahaan
Aise mein rahega bolo dil yeh kaabu mein kahaan.
| Movie | Wafaa |
| Singer | Kailash Kher |
| Director | Rakesh Sawant |
| Music Composer | Ravi Pawar, Sayed Ahmed |
| Lyricist | Shahab Allahabadi |
| Star Cast | Rajesh Khanna, Laila Khan |
| Label | Red And Yellow Music |