Thoda Ruk Jaayegee Toh Teraa Kya Jaayega Lyrics | Patanga | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Thoda Ruk Jaayegee Toh Teraa Kya Jaayega Lyrics | Patanga | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Thoda ruk jayegi to tera kya jayega
Nain bhar ke dekh lenge chain aa jayega
Thoda ruk jayegi to tera kya jayega
Nain bhar ke dekh lenge chain a jayega
O kamini
O kamini
Thoda ruk jayegi to tera kya jayega
Nain bhar ke dekh lenge chain aa jayega
O kamini

Dhila dhila kurta hai
Pajama tang tang hai
Dhila dhila kurta hai
Pajama tang tang hai
Apni ada hai teri
Apna hi rang hai
Apni ada hai teri
Apna hi rang hai
Apna hi rang hai
Thoda ruk jayegi to tera kya jayega
Nain bhar ke dekh lenge chain aa jayega
O kamini

Dijiye to ek mauka
Apne pas aane ka
Dijiye to ek mauka
Apne pas aane ka
Nam nahi lenge aap
Aur kahi jane ka
Nam nahi lenge aap
Aur kahi jane ka
Aur kahi jane ka
Thoda ruk jayegi to tera kya jayega
Nain bhar ke dekh lenge chain aa jayega
O kamini

Gesuo me rat khoi
Dil bhi mera kho gaya
Gesuo me rat khoi
Dil bhi mera kho gaya
Koi tera ho na ho
Dil mera tera ho gaya
Koi tera ho na ho
Dil mera tera ho gaya
Dil mera tera ho gaya
Thoda ruk jayegi to tera kya jayega
Nain bhar ke dekh lenge chain aa jayega
O kamini
O kamini
O kamini
O kamini

MoviePatanga
SingerMohammed Rafi
DirectorKidar Kapoor
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistIndeevar
Star CastShashi Kapoor, Vimmi, Ajit, Rajendra Nath, Parveen Paul

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *