Thak gayi ho to suno
Main uthaalu jo kaho
Thak gayi ho to suno
Main uthaalu jo kaho
Iss udaan pe
Iss dhalaan ke pare
Mil hi jaayenge sire
Aasmaan ke
Thak gayi ho to suno
Main uthaalu jo kaho
Iss udaan pe
Iss dhalaan ke pare
Mil hi jaayenge sire
Aasmaan ke
Chikne chikne raste
Bichhe he dil ke waste
Chikne chikne raste
Bichhe he dil ke waste
Agar phisal bhi jao to
Main khada hu samne
Geero to jaan ke
Thak gayi ho to suno
Main uthaalu jo kaho
Iss udaan pe
Iss dhalaan ke pare
Mil hi jaayenge sire
Aasmaan ke
Ek mauka do kabhi
Ke girne se bachaau mein
Ek mauka do kabhi
Ke girne se bachaau mein
Mauch aaye paav mein
Kadam kadam chalau mein
Zara sa dhyan se
Thak gayi ho to suno
Main uthaalu jo kaho
Iss udaan pe
Iss dhalaan ke pare
Mil hi jaayenge sire
Aasmaan ke.
| Movie | Jahan Tum Le Chalo |
| Singer | Suresh Wadkar |
| Director | Desh Deepak |
| Music Composer | Vishal Bhardwaj |
| Lyricist | Gulzar (Sampooran Singh Kalra) |
| Star Cast | Sonali Kulkarni, Rana Jung Bahadur, Shail Chaturvedi |
| Label | Milestone Entertainment |

