Teri Rehguzar Se Lyrics | Pyar Ki Baatein | Harendra Khurana | Harendra Khurana | Harendra Khurana

Teri rehguzar se guzra
To mujhe khayaal aaya
Teri rehguzar se guzra
To mujhe khayaal aaya
Kabhi chhod kar gaya thaa
Main yahan pe apna saaya
Teri rehguzar se guzra
To mujhe khayaal aaya

Tere ghar ki khidakio ne
Tere ghar ki sidione
Tere ghar ki khidakio ne
Tere ghar ki sidione
Mujhe baarhaa sada di
Mujhe baarhaa bulaya
Teri rehguzar se guzra
To mujhe khayaal aaya

Mera aashiyaa raha ho
Yaa sheher ka koi rasta
Mera aashiyaa raha ho
Yaa sheher ka koi rasta
Teri yaad ko humesa
Har waqt saath paaya
Teri rehguzar se guzra
To mujhe khayaal aaya

Kabhi phool koi tuta
Kabhi kaanch koi futa
Kabhi phool koi tuta
Kabhi kaanch koi futa
Mujhko na jaane kaise
Dil ka khayaal aaya
Teri rehguzar se guzra
To mujhe khayaal aaya
Kabhi chhod kar gaya thaa
Main yahan pe apna saaya
Teri rehguzar se guzra
To mujhe khayaal aaya.

MoviePyar Ki Baatein
SingerHarendra Khurana
Music ComposerHarendra Khurana
Star CastHarendra Khurana
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *