Tan Bhi Tumhara Hai, Man Bhi Tumhara Hai Lyrics | Shree Krishna Arjun Yuddha | Krishna Kalle, Kamal Barot | Nandu Pyare

Tan bhi tumhara hai man bhi tumhara hai
Raat bhi tumhari hai din bhi tumhara hai
Lekin ik baat kahu jab tum hamare ho sab kuch hamara hai

Din me mile ham tum suraj chanda ban gya

Raat jagmag ho gayi pyaar andha ban gaya
Raat jagmag ho gayi pyaar andha ban gaya
Tan bhi tumhara hai man bhi tumhara hai
Raat bhi tumhari hai din bhi tumhara hai
Lekin ik baat kahu jab tum hamare ho sab kuch hamara hai

Pehli pehli chhed chhad hai pehli mulakate

Na jaane aage kya hoga ye to hai shuruvaate
Na jaane aage kya hoga ye to hai shuruvaate
Tan bhi tumhara hai man bhi tumhara hai
Raat bhi tumhari hai din bhi tumhara hai
Lekin ik baat kahu jab tum hamare ho sab kuch hamara hai
Tan bhi tumhara hai man bhi tumhara hai
Raat bhi tumhari hai din bhi tumhara hai
Lekin ik baat kahu jab tum hamare ho sab kuch hamara hai

MovieShree Krishna Arjun Yuddha
SingerKrishna Kalle, Kamal Barot
DirectorBabubhai Mistri
Music ComposerNandu Pyare
LyricistMadhur
Star CastAbhi Bhattacharya, Mahipal, Tabassum, Jayashree Gadkar, Jeevan, Helen

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *