Tadap tadap ke kati umr aashiyaane me
Tadap tadap ke kati umr aashiyaane me
Milaa na chain hame to kabhi zamaane me
Tadap tadap ke kati umar aashiyaane me
Bahaar aai khile phul ham to ye samajhe
Bahaar aai khile phul ham to ye samajhe
Kisi ne aag lagaai hai ashiyaane me
Milaa na chai hame to kabhi zamaane me
Tadap tadap ke kati umar aashiyaane me
Kisi se kuchh na kahaa
Kisi se kuchh na kahaa
Apane dil se baate ki
Ham aap jal gaye dil kaa diyaa jalaane me
Milaa na chai hame to kabhi zamaane me
Tadap tadap ke kati umar aashiyaane me
Bhagavaan
Bhagavaan
Bhagavaan
Bhagavaan
Hamaare sabr kaa bhagavaan imtehaan na le
Hamaare sabr kaa bhagavaan imtehaan na le
Kahi ye dam na nikal jaaye aazmane me
Milaa na chai hame to kabhi zamaane me
Tadap tadap ke kati umar aashiyaane me
| Movie | Do Phool |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | A R Kardar |
| Music Composer | Vasant Desai |
| Lyricist | Hasrat Jaipuri |
| Star Cast | Master Romi, Baby Naaz, David, Agha, Jeevan |

