Samay O Dhire Chalo, Bujh Gai Raah Se Chhaanon Lyrics | Rudaali | Bhupen Hazarika, Lata Mangeshkar | Bhupen Hazarika

Samay O Dhire Chalo, Bujh Gai Raah Se Chhaanon Lyrics | Rudaali | Bhupen Hazarika, Lata Mangeshkar | Bhupen Hazarika

Samay o dhire chalo bujh gai rah se chhao
Dur hai dur hai pi ka gaao dhire chalo dhire chalo

Ji ko bahalaa liyaa
Tune aas nirash ka khel kiya
Tune aas nirash ka khel kiya
Char dino me koi jiya na jiya
Char dino me koi jiya na jiya
Zahar ye sas ka piya na piya
Zahar ye sas ka piya na piya

Ye hava sab le gai
Karava ke nisha bhi uda le gai
Karava ke nisha bhi uda le gai
Udati havao vale milege kahan
Udati havao vaale milege kahan
Koi bata do mere piya kaa nisha
Koi bata do mere piya kaa nisha

Samay o dhire chalo bujh gai rah se chhaao
Dur hai
Dur hai pi ka gao dhire chalo dhire chalo

MovieRudaali
SingerBhupen Hazarika, Lata Mangeshkar
DirectorKalpana Lajmi
Music ComposerBhupen Hazarika
LyricistGulzar
Star CastRaj Babbar, Dimple Kapadia, Rakhee, Raghuveer Yadav, Amjad Khan, Manohar Singh, Sushmita Mukherjee, Meeta Vasisht, Rajesh Singh, Ravi Jhankal, Sunil Sinha, Ashok Banthia

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *