Sajan Ho, Sajan Kyu Munh Pher Liya Nind Ka Kiya Bhana Lyrics | Maang Bharo Sajna | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

Sajan Ho, Sajan Kyu Munh Pher Liya Nind Ka Kiya Bhana Lyrics | Maang Bharo Sajna | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

Sajan ho sajan
Sajan ho sajan
Sajan kyun muh fer liya nind ka kiya bahana
Sajan kyu muh fer liya nind ka kiya bahana
Aaj mujhe fursat nahi
Aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana
Sajan ho sajan
Aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana
Sajan ho sajan

Gussa chhodo pyar karo
Gussa chhodo pyar karo
Humse aankhe char karo jhuthe ho jhuthe ho ikrar karo
Tum to roz mujhe kehte the main hu tera diwana diwana diwana
Aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana
Sajan ho sajan

Sagar me tufan jage seene me arman jage
Sagar me tufan jage seene me arman jage
Mera ji or jaan jage tum aise me ruth gayi
Muskil hua manana manana manana
Aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana
Sajni ho sajni
Sajni kyun muhfer liya nind ka kiya bahana
Aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana

Jao jake so jao
Man bhi jao ab aao
Pehle ek kasam khao fir na gaoge tum ye
Dil todne wala gana gana gana ye gana
Aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana
Sajan ho sajni
Ho sajan
Sajni
Sajan
Sajni

MovieMaang Bharo Sajna
SingerLata Mangeshkar, Kishore Kumar
DirectorT Rama Rao
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastJeetendra, Rekha, Moushmi Chatterjee, Kajal Kiran, Om Shiv Puri, Yunus Parvez, Asrani, Vikas Anand

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *