Sabhi Ko Khuda Ki Lyrics  | Dilbar | Rishikesh Raj, Mamta Kulkarnin | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Sabhi Ko Khuda Ki Lyrics | Dilbar | Rishikesh Raj, Mamta Kulkarnin | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai
Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai
Magar ye zamana bada bewafa hai
Magar ye zamana bada bewafa hai
Zamane ki is bewfayi ne mara
Zamane ki is bewfayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Mujhe rat din yu teri yaad aayi
Teri yaad aayi
Mujhe rat din yu teri yaad aayi
Tere naam ki maine di hai duhayi
Tere naam ki maine di hai duhayi
Tere naam ki is duhayi ne mara
Tere naam ki is duhayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara

Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi
Haya is zamane ko hargiz na aayi
Haya is zamane ko hargiz na aayi
Zamane ki is behayai ne mara
Zamane ki is behayai ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Judayi ne mara
Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara
Mujhe yaar teri judayi ne mara.

MovieDilbar
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorB. Krishna Rao
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Star CastRishikesh Raj, Mamta Kulkarnin, Suresh Oberoi, Johny Lever
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *