Aurat hai ek phul zamane ke chaman me
Uska yahi makam hai har ek watan me
Maalik ne tujhko mard banaya hai isliye
Maali ki tarah uski hifajat ho chaman me
Sathi hota hai sath nibhane ko
Preet sajane ko
Sath nibhane ko
Sathi hota hai sath nibhane ko
Aurat ka pyar ? ban gaya
Jinda ye husn-o-ishq ki tasveer ban gaya
Duniya me safal aadmi jo bhi huzur hai
Pichhe koi na koi bhi aurat jurur hai
Sathi hota hai sath nibhane ko
Preet sajane ko
Sath nibhane ko
Sathi hota hai sath nibhane ko
Putla hai galtiyo ka jab har ek aadmi
Insaan hai to bhul kabhi usse bhi hogi
Tu usko maaf karke jo insaaf karega
Teri bhi har khata ko khuda maaf karega
Sathi hota hai sath nibhane ko
Preet sajane ko
Sath nibhane ko
Sathi hota hai sath nibhane ko
| Movie | Kaun Jeeta Kaun Haara |
| Singer | Usha Khanna, Mohammed Aziz |
| Director | Rakesh Kumar |
| Music Composer | Usha Khanna |
| Lyricist | Kulwant Jani |
| Star Cast | Aruna Irani, Madhu Kapoor, Amitabh Bachchan, Siraj Khan, Kishore Kumar, Amrish Puri |

