Saari saari raina
Jaage mere naina
Saari saari raina
Jaage mere naina
Baat maane na bekarar dil
Raat din kare intzar dil
Ha baat maane na bekarar dil
Raat din kare intzar dil
Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Meri nayi padosan dekho yaaro
Woh meri
Uska hu main diwana
Jaane na jaane woh jaane jaana
Ban gaya chupke se ye afsaana
Jaane na jaane woh jaane jaana
Suno suno
Suno suno usse nahi pata hai jise maine chuna hai
Har ghadi woh har ghadi woh
Khayaalo me basa hai
Nigaaho me chhupa hai
Nazar mili nazar se toh bana main nishaana
Yaaro yaaro yaaro
Saari saari raina
Jaage mere naina
Baat maane na bekarar dil
Raat din kare intzar dil
Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Meri nayi padosan dekho yaaro
Woh abhi karti hai kuch nadaani lekin banegi meri diwaani
Pyaar se darti hai woh diljaani lekin banegi meri diwaani
Haay woh diwna woh diwana
Zara sa manchla hai nazaro me pala hai
Woh anjaana woh anjaana
Sitaro me dhala hai churaake dil chala hai
Main uspe mar gaya hu koyi toh use bataana
Yaaro yaaro yaaro
Saari saari rainam jaage mere naina
Ho baat maane na bekarar dil
Raat din kare intzar dil
Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Mera khayaal hai
Dekho kamaal hai
Meri nayi padosan dekho yaaro
| Movie | Nayee Padosan |
| Singer | Shweta Pandit, Shaan |
| Director | B H Tharun Kumar |
| Music Composer | Shankar Ehsaan Loy |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Rahul Bhatt, Anuj Sawhney, Vikas Kalantri, Mahek Chhal, Vijay Kashyap, Aslam Khan, Yusuf Hussain, Shabnam Kapoor |

