Aa bhi jaa raato ki tarah
Aankho me neendo ki tarah
Aa bhi jaa raato ki tarah
Aankho me neendo ki tarah
Shame wahi mile hum the jahaan
Ab tu kahaan yaara main kahaan
Tu sajda mera
Sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera
Sadqa mera
Jaana saad shukrana
Kahaan hota hoon main poora
Kahaan se tu aye jaana shuru
Kaise suljhegi paheli
Jaisa main hoon waisi hai tu
Shame wahi mile hum the jahaan
Ab tu kahaan yaara main kahaan
Tu sajda mera
Sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera
Sadqa mera
Jaana saad shukrana
Aankho aankho me jaana
Teri aankhe ye kya keh gayi
Mere paao ke tale jaise sadiya kayi beh gayi
Shame wahi mile hum the jahaan
Ab tu kahaan yaara main kahaan
Tu sajda mera
Sadqa mera
Jaana saad shukrana
Tu sajda mera
Sadqa mera
Jaana saad shukrana
| Movie | Mr. X |
| Singer | Ankit Tiwari |
| Director | Vikram Bhatt |
| Music Composer | Ankit Tiwari |
| Star Cast | Emraan Hashmi, Amyra Dastur, Nora Fatehi |

