Ruan Lyrics | Sector 36 | Kamakshi Khanna

Ruan Lyrics | Sector 36 | Kamakshi Khanna

Gehra Gehra Sa
Zakhmo Ka Saaya
Aaa Gaya Aaa Gaya

Kohra Kohra Sa
Gum Ki Chadar Ka
Chaa Gaya Chaa Gaya

Ruan Ruan Ruan Ruan
Har Ek Ruan
Hai Khauf Se
Gira Gira Gira Yaha

Sune Se Sheher Mein
Sehma Sehma Hua
Ruan Ruan Ruan Ruan Ruan Ruan

Jaise Basti Mein
Jungle Ka Rasta
Khul Gaya Khul Gaya

Darr Ki Baarish Se
Khwabon Ka Har Ghar
Dhul Gaya Dhul Gaya

Ruan Ruan Ruan Ruan
Har Ek Ruan
Hai Khauf Se
Gira Gira Gira Yaha

Sune Se Sheher Mein
Sehma Sehma Hua
Ruan Ruan Ruan Ruan Ruan Ruan

MovieSector 36
SingerKamakshi Khanna
DirectorAditya Nimbalkar
Music ComposerOAFF, Savera
LyricistSameer Rahat
Star CastVikrant Massey, Deepak Dobriyal, Akash Khurana
LabelSony Music India

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *