Roka Kai Baar Maine Lyrics | Mere Sanam | Asha Bhosle, Mohammad Rafi | O P Nayyar

Ho o o ooo aa ha….
(Roka kai baar maine dil ki umang ko
Kya karu main apni nigaahon ki pasand ko
O jaane jaa…tu hi mere pyar ka jahaan hai
Ho ho ooo aa aaa…) – (2)

(Dekho meri aankhe tumhara hi khumar hai
Honthon ki ye lali sanam tera pyar hai) – (2)
Dil ko lagaya mujhe to ikraar hai
Roka kai baar maine dil ki umang ko
Kya karu main apni nigaahon ki pasand ko
O jaane jaa..tu hi mere pyar ka jahaan hai
Ho ho ooo aa aaa…

(Mana tera aanchal haanthose abhi dur hai
Bhaahon mein utha loo ye armaa jaroor hai) – (2)
Mano na mano deewana bekoosur hai
Roka kai baar maine dil ki umang ko
Kya karu main apni nigaahon ki pasand ko
O jaane jaa…tu hi mere pyar ka jahaan hai
Ho ho ooo aa aaa…

(Dekhe teri soorat jo itane kareeb se
Gheer gayi main to khayalon mein ajib se) – (2)
Dil pe kya biti na puchho ye garib se
(Roka kai baar maine dil ki umang ko
Kya karu main apni nigaahon ki pasand ko
O jaane jaa…tu hi mere pyar ka jahaan hai
Ho ho ooo aa aaa…) – (2)

MovieMere Sanam
SingerAsha Bhosle, Mohammad Rafi
Music ComposerO P Nayyar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *