Rangeen Tha Mera Pyaar Lyrics | Baharon Phool Barsao | Yash Trikha | Rajan Arvind

Rangeen Tha Mera Pyaar Lyrics | Baharon Phool Barsao | Yash Trikha | Rajan Arvind

Rangeen tha mera pyar abhi kal ki baat hai
Daaman mein thi bahaare abhi kal ki baat hai

Rakha tha rang chaman mein to mausam badal gaya
Rakha tha rang chaman mein to mausam badal gaya
Phulo ka tha nikhaar abhi kal ki baat hai
Rangeen tha mera pyar abhi kal ki baat hai

Kaate bichha huye hai jawani ki tej pe
Ho the gale sahaare abhi kal ki baat hai
Rangeen tha mera pyar abhi kal ki baat hai

Peeta hu ab sharab to hota nahi nasha
Peeta hu ab sharab to hota nahi nasha
Pani mein tha khumaar abhi kal ki baat hai
Rangeen tha mera pyar abhi kal ki baat hai

MovieBaharon Phool Barsao
SingerYash Trikha
DirectorUmesh Mathur
Music ComposerRajan Arvind
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastDheeraj Kumar, Sulochana, Sujata, Roopali, Indra Bansal, Chandrima Bhaduri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *