Ranabaali Aa Ja Lyrics | Ranabaali | Vishal Dadlani

Ranabaali Aa Ja Lyrics | Ranabaali | Vishal Dadlani

Jab Kabhi Dhuan Jalti Saanson Ka Aasmaan Pe Chhayega
cheer Daaliye Seena Kaal Ka Bijli Banke Aayega
baanjh Dharti Jab Hogi Arthi Pe Praan Usmein Phoonkega
saap Paap Ke Raund Raund Ke Fan Pe Uske Naachega

mitti Ka Laal Tu Laaj Iski Sambhaal Tu
sookhe Hain Aansoo Bhi Khatm Kar De Akaal Tu
haari Hui Har Saans Ki Tu Aas Aakhiri

ranbaali Aaja Hum Ruke Hain Teri Raah Mein
ranbaali Tu Hi Hai Ujala Andhkaar Mein
ranbaali Tere Saath Hain Na Hate Kadam
ranbaali Aaja Hum Jhuke Na Hai Kasam

tarse Hue Bhookh Se Chehre Khil Gaye Hain Phir Se
chheeni Hui Haath Se Roti Mil Gayi Hai Phir Se
zanjeerein Jaise Aaj Pighal Gayi Hain
taqdeer Maathe Ki Badal Gayi Hain
ye Man Ye Tan Ye Praan Bhi Naam Hain Tere

ranbaali Aaja Hum Ruke Hain Teri Raah Mein
ranbaali Tu Hi Hai Ujala Andhkaar Mein
ranbaali Tere Saath Hain Hum Na Hate Kadam
ranbaali Aaja Hum Jhuke Na Hai Kasam

poorab Ki God Mein Ujla Sooraj Tu Dikhla
paschim Ki Bediyaan Pighla Shola Hai Tapta
phaila Hai Tera Tej Dishaon Mein
tere Hi Geet Hain Hawaon Mein
badhti Hui Is Dhoop Mein Bas Chhaav Hai Tu Hi

ranbaali Aaja Hum Ruke Hain Teri Raah Mein
ranbaali Tu Hi Hai Ujala Andhkaar Mein
ranbaali Tere Saath Hain Hum Na Hate Kadam
ranbaali Aaja Hum Jhuke Na Hai Kasam

MovieRanabaali
SingerVishal Dadlani
DirectorRahul Sankrityan
Music ComposerAjay-Atul
LyricistKshitij Patwardhan
Star CastVijay Deverakonda, Rashmika Mandanna, Arnold Vosloo
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *