Rajma Chawal Lyrics | Rajma Chawal | Baba Sehgal | Baba Sehgal

Rajma Chawal Lyrics | Rajma Chawal | Baba Sehgal | Baba Sehgal

Tum tum tummy tummy yeh boley

Song sing kare ole ole

Hungry aur totally insane
Eminem shouting in the train

Naha kar aaye ho toh odh lo tum towel,
Main course mein aaj bana hai world ka no. 1

Rajma chawal rajma chawal rajma chawal rajma chawal chawal chawal rajma chawal

Punjabiyan di dish it’s much better than a fish
Arey gravy ka hee khel hai saara
Bolo saare tara ra ra
Chammacch nahi ungli se khao guarantee hai bologey wow
Ek baar bhi lag gayi habit u will jump jump like a rabbit naha kar aaye ho toh odh lo tum towel
Main course mein aaj bana ha world ka no. 1

Rajma chawal rajma chawal rajma chawal rajma chawal rajma chawal rajma chawal oh baby

Mummy ke haath ka bana ho then i don’t know what to tell you jab khayegi toh phir samazh mein aayegi rajma chawal ki value
Baby adrak lassun garam masala onion tomatoe purée
Arey munh mein paani aaye jaaye jab sunayae faisla jury din ka bacha ho raat mein kha lo
Raat ka bacha ho din mein kha lo
Maza tabhi aata hai khaatey khaatey apni naak baha lo
Naha kar aaye ho toh odh lo tum towel
Main course mein aaj bana hai world ka no. 1

Rajma chawal rajma chawal rajma chawal rajma chawal chawal chawal rajma chawal

MovieRajma Chawal
SingerBaba Sehgal
Music ComposerBaba Sehgal
LyricistBaba Sehgal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *