Rabba Ye Dhadkan Kaisi Hai Lyrics | Vishkanya | Penaz Masani | Bappi Lahiri

Rabba Ye Dhadkan Kaisi Hai Lyrics | Vishkanya | Penaz Masani | Bappi Lahiri

Rabba rabba rabba
Rabba ho rabba aa rabba o
Rabba ye dhadkan kaisi hain
Rabba ye agni jaisi hain
Rabba ye tan ko jalaati hain
Rabba jawaani aati hain
Tan-man masti me dube
Paani me aag lagaati hain
Rabba ye dhadkan kaisi hain
Rabba ye agni jaisi hain
Rabba ye tan ko jalaati hain
Rabba jawaani aati hain
Tan-man masti me dube
Paani me aag lagaati hain
Rabba o rabba o rabba o

Panchhi geet sunaate hain parvat paas bulaate hain
Ye jharne kyu haate hain kya kya ye kah jaate hain
Chum ke kachchi kaliyon ko bhauron ne kya kaha
Kya kaha
Rabba ye dhadkan kaisi hain
Rabba ye agni jaisi hain
Rabba ye tan ko jalaati hain
Rabba jawaani aati hain
Tan-man masti me dube
Paani me aag lagaati hain
Rabba jawaani aati hain
Hay kyu jawaani aati hain
Rabba o rabba o rabba o

Chnchal man tadpata hain
Jaane kya ho jata hain
Masti pawan ka jhokha ban ke baadal sang ud jaata hain
Bhiga tan phulo sa mahke aisa kyu huaa
Kyu huaa
Rabba ye dhadkan kaisi hain
Rabba ye agni jaisi hain
Rabba ye tan ko jalaati hain
Rabba jawaani aati hain
Tan-man masti me dube
Paani me aag lagaati hain
Rabba jawaani aati hain
Hay kyu jawaani aati hain
Rabba o rabba o rabba o

Mithi mithi pyaas hain
Lagta hain koi paas hainn
Anjaanaa sa dard hain naino me ek aas hain
Jaagi aankhe sapna dekhe aesa kya huaa
Kya huaa
Rabba ye dhadkan kaisi hain
Rabba ye agni jaisi hain
Rabba ye tan ko jalaati hain
Rabba jawaani aati hain
Tan-man masti me dube
Paani me aag lagaati hain
Rabba jawaani aati hain
Hay kyu jawaani aati hain
Rabba o rabba o rabba o
Rabba o rabba o rabba o
Rabba rabba rabba

MovieVishkanya
SingerPenaz Masani
DirectorJagmohan Mundhra
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistSyed Gulrez
Star CastKunal Goswami, Pooja Bedi, Surendra Pal, Goga Kapoor, Satish Kaushik, Moon Moon Sen, Kabir Bedi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *