Rabba Rabba Dil Gaya Lyrics | Mohabbat Ki Kasam | Alka Yagnik, Shabbir Kumar | Kamalkant

Rabba Rabba Dil Gaya Lyrics | Mohabbat Ki Kasam | Alka Yagnik, Shabbir Kumar | Kamalkant

Ae rabba rabba dil gaya
Are sara jahan hil gaya
O rabba rabba dil gaya
Sara jahan hil gaya
Maine bhi khud ko roka
Tune bhi khud ko roka
Maine bhi khud ko roka
Tune bhi khud ko roka
Phir bhi gul khil gaya
Ha rabba rabba dil gaya
Are sara jahan hil gaya
O rabba rabba dil gaya
Sara jahan hil gaya

Dil ka khazana o janejana
Tujhpe luta ke aa gayi
Jab bhi pukara tune o yara
Karke bahane aa gayi
Are re re rabba rabba dil gaya
To sara jahan hil gaya
O rabba rabba rabba dil gaya
Sara jahan hil gaya

Rabba rabba dil gaya
Sara jahan hil gaya
O rabba rabba rabba dil gaya
Sara jahan hil gaya
Dekha jo tumko
Apne sanam ko
Lab pe karar aa gaya
Bhawro ke shor ne
Kaano me boli
Sathi purana aa gaya
Are ha rabba rabba dil gaya
Sara jahan hil gaya
Hey rabba rabba rabba dil gaya
Sara jahan hil gaya

Rabba rabba dil gaya
O sara jahan hil gaya
Rabba rabba rabba dil gaya
Sara jahan hil gaya
Apni kahani teri jubani
Sunke diwani ho gayi
Dil ki agan se
Mahke badan se
Rut bhi suhani ho gayi
Hey hey rabba rabba dil gaya
Sara jahan hil gaya
Uyi allah allah dil gaya
Are sara jahan hil gaya
Maine bhi khud ko roka
Maine bhi khud ko roka
Are maine bhi khud ko roka
Ha maine bhi khud ko roka
Phir bhi gul khil gaya

MovieMohabbat Ki Kasam
SingerAlka Yagnik, Shabbir Kumar
Music ComposerKamalkant
LyricistKulwant Jani
Star CastRajesh Khanna, Amjad Khan, Kulbhushan Kharbanda, Dharmendra, Tanuja, Vinod Mehra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *