Maine kali ka dil nahi toda
Maine kali se muh nahi moda
Love ke liye apna sab kuch chhoda
Maine kali ka dil nahi toda
Maine kali se muh nahi moda
Love ke liye apna sab kuch chhoda
Maan gaye mughal-e-azam
Ishq mein duba ye aalam
Maan gaye mughal-e-azam
Ishq mein duba ye aalam
Jab what
Jab come on
Jab chal na
Jab kab
Jab pyar kiya to darna kya
Jab jab
Jab pyar kiya to darna kya
Pyar kiya koi chori nahi ki
Maine kali ka dil nahi toda
Maine kali se muh nahi moda
Love ke liye apna sab kuch chhoda
Pyar kiya koi chori nahi ki
Chhup chhup life mein jeena kya
Jab tu
Jab main
Jab ha
Jab pyar kiya to darna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Maan gaye mughal-e-azam
Ishq mein duba ye aalam
Maan gaye mughal-e-azam
Ishq mein duba ye aalam
Prem nagar ka prince hain tu
Aur tu hai rakasha
Maine tujhko
Tune mujhko naino mein fansa
Jab kya
Jab waah
Jab aah
Jab ja
Ishq ka ye asar chakh le o bekhabar
Chakh le o bekhabar
Jab
Teer chale
Talwar chale ya roke baadshah
Apna pyar hain maashah allah
Kiski hai parwah
Pyar kiya koi chori nahi ki
Chhup chhup life mein jeena kya
Jab cold war
Jab who cares
Jab aha
Jab pyar kiya to darna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Maan gaye mughal-e-azam
Ishq mein duba ye aalam
Maan gaye mughal-e-azam
Ishq mein duba ye aalam
Shehjaada tu cool cool
Main sexy anarkali
Apna charcha shehar shehar aur gossip gali gali
Jab me
Jab you
Jab true
Jab
Ishq ka ye nasha
Har taraf har disha
Har taraf har disha
Zanjire
Deeware
Pehre always lagte rahe
We dont care kehkar
Paagal premi milte rahe
Pyar kiya koi chori nahi ki
Chhup chhup life mein jeena kya
Jab tan
Jab mann
Jab gun
Jab pyar kiya to darna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Main to kali ka
Main to kali ka
Deewana mere yaar
Main to kali pe
Main to kali pe
Apna dil gaya haar
Mughale mughale mughal-e-azam
Maan gaye mughal-e-azam
Mughale mughale mughal-e-azam
Maan gaye mughal-e-azam
| Movie | Maan Gaye Mughall-E-Azam |
| Singer | Anushka Manchanda, Ishq Bector, Mahalakshmi Iyer, Shaan |
| Director | Sanjay Chhel |
| Music Composer | Anu Malik |
| Lyricist | Sanjay Chhel |
| Star Cast | Rahul Bose, Mallika Sherawat, Paresh Rawal, Kay Kay Menon, Pawan Malhotra, Zakir Hussain, Tanaz Currim, Aditya Lakhia, Manoj Joshi, Viju Khote, Dinesh Lamba, Madhav Moghe, Vijay Patkar, Ashok Pandit |

