Pyaar Aata Hai Lyrics | Rito Riba, Shreya Ghoshal

Pyaar Aata Hai Lyrics | Rito Riba, Shreya Ghoshal

Teri Baahon Mein Aana Hai
Kho Jana Hai
Na Ho Lafzon Mein Bayan
Fir Bhi Bataana Hai
Teri Baahon Mein Aana Hai
Kho Jana Hai
Na Ho Lafzon Mein Bayan
Fir Bhi Bataana Hai

Hai Ishq Besumaar Aata Hai

Pyaar Aata Hai Tujhpe Pyaar Aata Hai
Pyaar Aata Hai Tujhpe Pyaar Aata Hai
Ik Ik Lamhein Mein 100 100 Baar Aata Hai
Pyaar Aata Hai Tujhpe Pyaar Aata Hai

Teri Baatein Ab Khud Se Karta Main Rahu
Teri Galiyon Se Yun Hi Main Guzarta Rahu
Teri Baatein Ab Khud Se Karta Main Rahu
Teri Galiyon Se Yun Hi Main Guzarta Rahu
Tujhse He Dil Ko Karaar Aata Hai

Pyaar Aata Hai Tujhpe Pyaar Aata Hai
Pyaar Aata Hai Tujhpe Pyaar Aata Hai
Ik Ik Lamhein Mein 100 100 Baar Aata Hai
Pyaar Aata Hai Tujhpe Pyaar Aata Hai

Neendon Mein Jaga Ke Staane Lage Ho
Aazmane Lage Ho Yaa Jatane Lage Ho
Aankhein Batati Hai Tum Bhi Chahne Lage Ho
Deewano Ko Bhi Lgne Tum Deewane Lage Tho

Aankhein Batati Hai Tum Bhi Chahne Lage Ho
Deewano Ko Bhi Lagne Tum Deewane Lage Tho
Aankhey Band Kru Ru-ba-ru Tu Aata Hai

Pyaar Aata Hai Tujhpe Pyaar Aata Hai
Pyaar Aata Hai Tujhpe Pyaar Aata Hai
Ik Ik Lamhein Mein 100 100 Baar Aata Hai
Pyaar Aata Hai Tujhpe Pyaar Aata Hai

SingerRito Riba, Shreya Ghoshal
Music ComposerRajat Nagpal
LyricistRana Sotal
LabelPlay DMF

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *