Ramba saamba, chya chya chya
Kya hulla hu kya rock n role
Sabka ho gaya bistar gol
Arre kya karane hai baaje gaaje
Ek dol do mithe bol
Nain taraaju mein dil tol
Pump up the bangada
Pump up the bangada
Kuchh bhi keh lo
Kuchh bhi karlo
Yeh duniya hai ek baazaar
Bik jaate hai jisme yaar
Kal ki kal dekhenge
Aaja aaj jarasa karle pyaar
Meri jaan mat kar inkaar
Pump up the bhangada
Pump up the bangada
| Movie | Ram Jaane |
| Singer | Bali Brahmbhatt |
| Director | Rajiv Mehra |
| Music Composer | Anu Malik |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Shahrukh Khan, Juhi Chawla, Vivek Mushran, Pankaj Kapur, Puneet Issar, Tinnu Anand, Deven Verma, Gulshan Grover |
| Label | Polygram |

