Piya Milan Ko Jana Ha Piya Milan Ko Jana Lyrics | Kapala Kundala | Pankaj Mullick | Pankaj Mullick

Piya Milan Ko Jana Ha Piya Milan Ko Jana Lyrics | Kapala Kundala | Pankaj Mullick | Pankaj Mullick

Piya milan ko jana
Ha piya milan ko jana
Jag kee laj
Mann kee mauj
Dono ko nibhana
Piya milan ko jana
Ha piya milan ko jana

Kante bikhara ke chalu
Panee dhalaka ke chalu (2)
Sukh ke liye sikh rakhu – (2)
Pehale dukh uthana
Piya milan ko jana

Payal ko bandh ke -2
Uthee chubh nag ke
Payal ko bandh ke
Dhire dhire dabe dabe pavon ko badhana
Piya milan ko jana

Bujhe diye andheree rat
Aankho par dono hath – (2)
Kaise kateh kathin bat – (2)
Chal ke aajmana
Piya milan ko jana
Ha piya milan ko jana jana
Piya milan ko jana jana
Piya milan ko jana
Ha piya milan ko jana

MovieKapala Kundala
SingerPankaj Mullick
DirectorNitin Bose, Phani Majumdar
Music ComposerPankaj Mullick
LyricistArzoo Lucknawi, A H Shor
Star CastSailen Choudhury, Leela Desai, Najmul Hussain, Kamaleshkumari, Khemchand Prakash, Panna Rani, Jagdish Sethi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *