Insan chota koi nhi chote hote hai kaam
Rawan apne ko badle to ban sakta hai ram
Parmatma hai pyare teri aatma ke ander
Parmatma hai pyare teri aatma ke ander
Parmatma hai pyare abar hai ek tare me
Ek budh me samer abar hai ek tare me
Ek budh me samer
Parmatma hai pyare teri aatma ke ander
Parmatma hai pyare
Insan se bhi jyada vishvas me hai shakti
Bagwan bana degi tujhko hi teri bhakti
Parmatma hai pyare teri aatma ke ander
Parmatma hai pyare
Kyo lut pe zita hai kyo paap kamata
Kyo lut pe zita hai kyo paap kamata
Apni hi nigaho me kyo khud ko girata hai
Kyo khud ko girata hai
Parmatma hai pyare teri aatma ke ander
Parmatma hai pyare
Apni shakti tum mujhme bhar do
Meri kamjori ko dur kar do
Duniya se burai ka mai naam mita du
Shaitano ko mai insan bana du
Parmatma hai pyare teri aatma ke ander
Parmatma hai pyare
| Movie | Parmaatma |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Director | Chand |
| Music Composer | K Babuji |
| Lyricist | Indeevar |
| Star Cast | Shatrughan Sinha, Rekha, Aruna Irani, Pradeep Kumar, Ranjeet, Helen, Jagdish Raj, Imtiaz Khan, Dev Kumar |

