Parades Jaa Ke Paradesiyaa Bhul Na Jaanaa Piyaa Lyrics | Arpan | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Pardes ja ke pardesiya bhul na jana piya

Tanman kisi ne tujhe
Tanman kisi ne tujhe arpan kiya
Pardes ja ke pardesiya bhul na jana piya
Pardes ja ke pardesiya bhul na jana piya

Ek teri khushi ke karan ek teri khushi ke karan
Lakh sahe dukh hamne o sajan
Lakh sahe dukh hamne o sajan
Hans ke judai ka
Hans ke judai ka zahar piya
Pardes ja ke pardesiya bhul na jana piya
Pardes ja ke pardesiya bhul na jana piya

Dil me tera pyar basaya dil ko jaise rog lagaya
Sari umar ka sari umar ka dard liya
Pardes ja ke pardesiya bhul na jana piya
Pardes ja ke pardesiya bhul na jana piya

Ab jaoge kab aaoge jab aaoge tab aaoge
Ab jaoge kab aaoge jab aaoge tab aaoge
Itne din hai itne din hai kaun jiya
Pardes ja ke pardesiya bhul na jana piya
Pardes ja ke pardesiya bhul na jana piya

MovieArpan
SingerLata Mangeshkar
DirectorJ Om Prakash
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastJeetendra, Reena Roy, Parveen Babi, Raj Babbar, Preeti Sapru, Shashi Puri, Tom Alter, Sudhir Dalvi, Sujit Kumar, Dina Pathak, Vikas Anand

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *