Pahle milan ki raat aayi
Kitne dino ke baad aayi
Aao na na na na chhodo na
Na na na ab to lag ja lage
Na na na na na
Pahle milan ki raat aayi
Kitne dino ke baad aayi
Aao na na na na chhodo na
Na na na ab to lag ja lage
Na na na na na
Gajre mein kaliya
Kaliyo mein khushboo
Khushboo mein ek pyas hain
Palko mein hotho mein
Bechain har saz hain
Kitna chupaya hotho pe
Phir bhi dil ki wo bat aa gayi
Pahle milan ki raat aayi
Kitne dino ke baad aayi
Aao na na na na chhodo na
Na na na ab to lag ja lage
Na na na na na
Hum bichade jab se
Jalte rahe tab se
Ab kyu rahe duriya
Ab dil kyu tarse pyar naya barse
Do tan ho ab ek ja
Jaldi bhi kya hai sari umar ko
Main tere sath aa gayi
Pahle milan ki raat aayi
Kitne dino ke baad aayi
Ab to lag ja gale.
| Movie | Hum Intezaar Karenge |
| Singer | Bappi Lahiri, Padmini Kolhapure |
| Director | Prabhat Roy |
| Music Composer | Bappi Lahiri |
| Star Cast | Mithun Chakraborty, Padmini Kolhapure, Vinod Mehra, Jagdeep Shakti Kapoor, Shafi Inamdar, Dina Pathak |
| Label | T-Series |

