O Priya, Suno Priya Lyrics | Arjun Pandit | Alka Yagnik, Kumar Sanu

Girl:
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Aa aa aa
Aa aa aa

Boy:
O priya, suno priya
Suno priya, suno priya…
O priya, suno priya
Mere nainoon mein raho priya
O priya, suno priya
Mere nainoon mein raho priya
Sapnay jo dekhein hain maine
Tum bhi to dekho priya, o priya

O priya, suno priya
Mere nainoon mein raho priya
Sapnay jo dekhein hain maine
Tum bhi to dekho priya, o priya
O priya, suno priya…

Girl:
Behki hui hawaein, behki hain
Hum bhi gayaein, pyaar ke jo geet hain
Behka nadi ka paani, kehta hai yeh kahani
Jaanmoon ke hum meet hain, hayee

Boy:
O priya, suno priya
Jab bhi main janmoon yeh ho priya
Jaaon kisi bhi disha mein
Paoon tumhi ko priya, hoo priya
O priya, suno priya…

Girl:
Kitna madhur hai jeevan
Kitna samai hai paavan
Khoye hain, hum chaha mein
Kitni hain shant ghadiyaan
Kitni phoowari kaliyaan
Khil rahi hain rah mein

Boy:
O priya, suno priya
Chahein koi rut bhi ho priya
Mehki rahein prem kaliyaan
Aur tum bhi mehko priya, hoo priya

O priya, suno priya
Mere nainoon mein raho priya
Sapnay jo dekhein hain maine
Tum bhi to dekho priya, hoo priya
O priya, suno priya…

Submitted by: kams

MovieArjun Pandit
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *