O Meghaa Re Bole Ghanan Ghanan, Pavan Chale Lyrics | Dil Deke Dekho | Mohammed Rafi | Usha Khanna

O Meghaa Re Bole Ghanan Ghanan, Pavan Chale Lyrics | Dil Deke Dekho | Mohammed Rafi | Usha Khanna

O megha re bole ghanan-ghanan
Pavan chale sanan-sanan
Paayal baaje jhanan-jhanan
Jiyra mora dole
Aaja piyaa more
Megha re bole bole re bole megha bole re
Megha re bole bole re bole
Pavan chale sanan-sanan
Paayal baaje jhanan-jhanan
Jiyra mora dole
Aaja piyaa more
Re bole bole re bole megha bole re

Sajniya ghar aa
Piya ghar aa
Sajniya ghar aa
Piya ghar aa
Matvaali ghata kaali lahra ke aayi
Matvaali ghata kaali lahra ke aayi
Ghumad-ghumad ghum-ghum ghumad-ghumad
Ghumad-ghumad ghumad-ghumad bole ghunghru
Megha re bole bole re bole megha bole re

Bade hai dil ke kaale ha yahi nili si aankho waale
Surat buri ho bura nahi dil mera na ho yaki aazma le
Bade hai dil ke kaale ha yahi nili si aankho waale
Surat buri ho bura nahi dil mera na ho yaki aazma le
Meri jaan
Waah waah waah
Meri jaan
Waah waah waah
Meri jaan
Waah waah waah
Meri jaan
Waah waah waah waah waah waah

Jaise bhale ho sabki khabar tero sharart ki ye najar
Aankho me aankhe daal ke hum ho ab to jaane jigar
Ha yahi to thi abhi aap kidhar gaye
Samjho hame hum jaa se guzar gaye
Jite ji mar gaye waah hai ji waah
Marna meri zindagi hai
Jina na ho pyar ka
Tum bhi ek din aazma ke dekho to zara
Bade hai dil ke kaale ha yahi nili si aankho waale
Surat buri ho bura nahi dil mera na ho yaki aazma le
Meri jaan
Waah waah waah
Meri jaan
Waah waah waah
Meri jaan
Waah waah waah
Meri jaan
Waah waah waah waah waah waah

Rok bhi lo ab apni zuban verna qayamat hogi yaha
Hum bhi qayamat se nahi kam jaaoge bach ke dur kaha
Ha humko bade bade dhundh ke haare
Dhundh ke laayenge dil ke sahaare
Haath me dil hai waah hai ji waah
Khul jaayega haal tumpe dile bekarar ka
Naino se naina mila ke dekho to zara
Bade hai dil ke kaale ha yahi nili si aankho waale
Surat buri ho bura nahi dil mera na ho yaki aazma le
Meri jaan
Waah waah waah
Meri jaan
Waah waah waah
Meri jaan
Waah waah waah
Meri jaan
Waah waah waah waah waah waah

MovieDil Deke Dekho
SingerMohammed Rafi
DirectorNasir Hussain
Music ComposerUsha Khanna
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastShammi Kapoor, Asha Parekh, Rajendra Nath, Raj Mehra, Sulochana, Siddhu, Malka, Tahir Khan, Randhir Kapoor, Mumtaz Ali

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *