Gaao ki galiyo mein lagta hai mela
Tera deewana dil banke albela
Jisko ye dhunde hai humko bataye
Are jaa rehi ho jaa rehi hai teri jameela
O jameela o jameela
Aana jhume raat ko
Aankhon hi aankhon mein karna
Aankhon wali baat ko
O jameela o jameela
Aana jhume raat ko
Aankhon hi aankhon mein karna
Aankhon wali baat ko
Roop tera walla wallah
Dil bole allah allah
Roop tera walla wallah
Dil bole allah allah
Tu nahin bhadkana yaara
Mere jajbat ko
O jameela o jameela
Aana jhume raat ko
Aankhon hi aankhon mein karna
Aankhon wali baat ko
Dekh teri patli kamar
Dil ye mera dola
Tu hai chanchal hirni to
Main hu mast maula
Dekh teri patli kamar
Dil ye mera dola
Tu hai chanchal hirni to
Main hu mast maula
Roop tera walla wallah
Dil bole allah allah
Roop tera walla wallah
Dil bole allah allah
Tu nahin bhadkana yaara
Mere jajbat ko
O jameela o jameela
Aana jhume raat ko
Aankhon hi aankhon mein karna
Aankhon wali baat ko
Kaali kaali zulfen teri
Nagin si lehraye
Teri adaye teri jawani
Dil pe sitam dhaye
Kaali kaali zulfen teri
Nagin si lehraye
Teri adaye teri jawani
Dil pe sitam dhaye
Roop tera walla wallah
Dil bole allah allah
Roop tera walla wallah
Dil bole allah allah
Tu nahin bhadkana yaara
Mere jajbat ko
O jameela o jameela
Aana jhume raat ko
Aankhon hi aankhon mein karna
Aankhon wali baat ko
Roop tera walla wallah
Dil bole allah allah
Roop tera walla wallah
Dil bole allah allah
Tu nahin bhadkana yaara
Mere jajbat ko
O jameela o jameela
Aana jhume raat ko
Aankhon hi aankhon mein karna
Aankhon wali baat ko.
| Movie | Khatron Ke Khiladi |
| Singer | Abhijeet Bhattacharya |
| Director | Imraan Khalid |
| Music Composer | Ram Shankar |
| Lyricist | Gunvantraaj |
| Star Cast | Mithun Chakraborty, Raj Babbar, Pooja Gandhi, Ronit Roy, Puru RaajKumar, Sudesh Berry, Rutika Singh, Shweta Menon, Ishrat Ali, Kiran Kumar, Aushim Khetrapal, Vishwajeet Pradhan, Asha Sachdev, Rami Reddy, Amit Pachori, Tej Sapru, Sheel Jahangira |
| Label | Saregama |

