Nigaho se dil mein chale aaiyega
Nigaho se dil mein chale aaiyega
Nigaho se dil mein chale aaiyega
Chale aaiyega na sharmaiyega
Chale aaiyega na sharmaiyega
Nigaho se dil mein chale aaiyega
Dil ko kisi ke jalana bura hai
Sama ko jala ke bhujana bura hai
Dil ko kisi ke jalana bura hai
Sama ko jala ke bhujana bura hai
Tadapta hai dil ab na tadpaiyega
Na tadpaiyega
Nigaho se dil mein chale aaiyega
Chale aaiyega na sharmaiyega
Nigaho se dil mein chale aaiyega
Zara dekh duniya mein aa ke to dekho
Nazar ko nazar se to mila ke to dekho
Zara dekh duniya mein aa ke to dekho
Nazar ko nazar se to mila ke to dekho
Agar dil lagane chale aaiyega na sharmaiyega
Nigaho se dil mein chale aaiyega
Chale aaiyega na sharmaiyega
Nigaho se dil mein chale aaiyega.
| Movie | Hameer Hath |
| Singer | Mubarak Begum |
| Director | Jaswant Jhaveri |
| Music Composer | Sanmukh Babu |
| Lyricist | Saraswati Kumar Deepak |
| Star Cast | Nirupa Roy, Jairaj, Anita Guha, Sapru, B M Vyas, Manhar Desai, Vijay Choudhary |
| Label | Saregama |

