Nigahen Kyon Bhatakti Hai Lyrics  | Baharon Ki Manzil | Meena Kumari, Dharmendra | Lata Mangeshkar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Nigahen Kyon Bhatakti Hai Lyrics | Baharon Ki Manzil | Meena Kumari, Dharmendra | Lata Mangeshkar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Nigahe kyu bhatakti hai
Kadam kyu dagmgate hai
Nigahe kyu bhatakti hai
Kadam kyu dagmgate hai
Humi tak hai har ek manjil
Chle aao chle aao
Chle aao chle aao
Nigahe kyu bhatakti hai

Tumhe har mod par ek yaad
Aayi na dikhayegi
Khayalo me hamari hi koi
Tasvir payegi
Bhulana hai bahut mushkil
Chle aao chle aao
Chle aao chle aao
Nigahe kyu bhatakti hai

Ye kaisa dard hai
Aankho me kaisi sogwari hai
Junu ho jayega ek din
Yahi jo bekarari hai
Ha ye chahat hai badi katil
Chle aao chle aao
Chle aao chle aao
Nigahe kyu bhatakti hai
Kadam kyu dagmgate hai
Humi tak hai har ek manjil
Chle aao chle aao
Chle aao chle aao
Nigahe kyu bhatakti hai.

MovieBaharon Ki Manzil
SingerLata Mangeshkar
DirectorYakub Hassan Rizvi
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastMeena Kumari, Dharmendra, Rehman
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *