Naam Kya Hain Lyrics  | Yeh Dillagi | Akshay, Kajol, Saifali Khan | Kumar Sanu, Lata Mangeshkar | Dilip Sen

Naam Kya Hain Lyrics | Yeh Dillagi | Akshay, Kajol, Saifali Khan | Kumar Sanu, Lata Mangeshkar | Dilip Sen

La: naam kya hai?
Ku: pyaar ka maara
La: ghar ka pata do
Ku: dil hain tumhaara
La: kya karte ho?
Ku: tumse pyaar
La: isaka nateeja?
Ku: kuch bhi ho yaar

La: naam kya hai?
Ku: pyaar ka maaraa …

Ku: main tera deewana, tu meri deewani
Aaise kyon nayi kafaa?
La: kuch na maanu main, jaanu jaanu main
Teri marzi hai kya
Ku: kabhi laila majnu
La: are ja re ja re ja
Ku: kabhi shireen farhaad
La: mujhe aise na sata
Ku: kabhi raanjha kabhi heer
La: dil rakh doon main cheer
Ku: kabhi romeo juliet
La: chal hat baaju hat

La: naam kya hai?
Ku: pyaar ka maaraa …

Ku: seene mein dil hain, dil mein dhadkan hain
Dhadkan mein tu hai basi
La: teri baaton mein, main na aaungi
Yu na kar dillagi
Ki: o chhodo na teri gali
La: tu hai bhanvara main kali
Ku: o raani aaise na akad
La: meri baahein na pakad
Ku: hain iraada mera nek
La: du deewana dil-phenk
Ku: mujhe khwaabo mein basa
La: aaise baatein na bana

La: naam kya hain?
Ku: pyaar ka maara
La: ghar ka pata do
Ku: dil hai tumhaara
La: kya karte ho?
Ku: tumse pyaar
La: iska nateejaa?
Ku: kuch bhi ho yaar

MovieYeh Dillagi
SingerKumar Sanu, Lata Mangeshkar
Music ComposerDilip Sen
LyricistSameer
Star CastAkshay, Kajol, Saifali Khan
LabelTips

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *